Feature of C++ in Hindi me 2019
Features Of C++
Hello
dosto , aaj ke is Post me hum janege Features Of C++ ke bare main. Yani ke c++
language ke qualities ke bare main. Sabse Main bat ki C++ language ke platform,
rich library or performance aadi se related ye sare topic ham features of C++
me Janege
Lectures Covering Topics
·
Features
Of C++ In Hindi
·
Machine
Independent In Hindi
·
Structure
Programming Language
·
How
To Rich Library In C++ In Hindi
·
Mid-Level
Programming Language
Features of C++ Programming Language In Hindi
C++
language ki etni popularity ka karan C++ ke features rahe hai. Achche feature
he C++ language ko unique or powerfull language banate hai. To aayiye ham jante
hai features of C++ ke bare me.
·
Simple
& Easy To Learn
·
Object
Oriented Programming Language
·
High
Level & Low Level Language
·
Faster
Speed
·
Pointer
·
Recursion
·
Memory
Management
·
Structured
·
Rich
Library
·
Machine
Independent or Portable
·
Extensible
·
Compiler
Based
1) Small & Easy To Learn
C++
programming language 32 reserved keyword provide krati hai. Yah keywords
programmer ko language par control provide karate hai.
C++
programming language bahut he simple language hai. C++ structure approach bhi
provide karati hai. Kisi bhi problem ko solve karne ke liye C++ language me
bahut sare library function or data types bhi diye huye hai.
2)
Object Oriented Programming Language In Hindi
Yah
eak object oriented programming language hai. Isme hum program ko parts me
divide kar sakte hai. Or problem ke aasani se samjh sakte hai.
Isme
OOP concept development or maintenance ko assan banate hai. Or OOP ke help se
hum apne program ko chhota or code ke reuse kar sakte hai.
3)
Compiler Based
C++
eak compiler based programming language hai. Isme program ko bina assemble kiya
execute nahi kiya ja sakta hai. Sabse pahle hame program ko compiler ke help se
aggregate karana hota hai. Uske bad hum us program ko execute kar sakte hai.
4)
Rich Library
Yah
language hame bahut sare in-built function provide karati hai. Jiski help se
hum kisi bhi program ko bahut he fast bana sakate hai.
5)
Memory Management
C++
language dynamic memory allocation ke feature ko support karta hai. free()
function ke help se ham kisi bhi time memory allocate kar sakte hai.
6)
Pointer & Recursion
Yah
programming language Pointer & Recursion feature ko bhi provides karati
hai. Murmur pointer ke help se memory ko direct handle kar sakte hai.” Ham
pointer ka use Array, Function, Structures ke liye karte hai.
7)
Middle Level Language
C++
ek middle level language kyoki c++ language high level or low level application
software ko bana sakti hai. Is language ko bhi low level language ki
programming karne ke liye use kiya jata hai.
Jisme
system application create ki jati hai. C++ language high level language ke
features ko bhi support karta hai. Isilye ham c language ko middle level
language kahte hai.
8)
Faster Speed
C++
programming language assembly language ke bad sabse fast language mani jati
hai. C++ language ka compilation and execution time bahut fast hota hai.
Is
language ko low level language bhi kha jata hai. C++ language hardware se kafee
kareeb hoti hai. Isiliye yah doosari languages se fast hoti hai. C++ me create
ki gayi application ki speed bhi fast hoti hai.
9)
Structured
Yah
languge structured programming language bhi hai. Isme murmur program ko
capacity or class me partitioned kar sakte hai.
10)
Machine Independent or Portable
Low
level computing construct sharpen standard bhi C programs ko distinctive
machine principle bina kisi changes ke sath execute kiya ja sakta hai.. Lekin
yah platform independent nahi hai.
11)
Extensible
C++
eak extensible programming language hai. Kyonki yah koi bhi naye features
aasani se add ho jate hai.
Labels:
Computer
No comments:
Thank You For Comment